Aaj arse baad lauta hun
Lauta hun wapas usi gali me
Jahan bachpan bitaya the maine
Kafi badlaw dekha hai maine
Wo darwaje jo sabke khatir khulte the
Kahin aaj hum apno ke liye bhi bnd ho gaye hai
Jahan subah school ki kitabon ke bojh liye bache chalte the
Aaj unke kandhe bhi thak gaye hai
Chalte chalte in logon ki bhid kahin apne parayo me kho gayi hai.
Khair mujhe kya??
Yahi to soch soch ke parayo ke liye khulne wale darwaje...
Aaj Apno ke liye bhi bnd ho gaye hai
Aaj arse baad lauta hun apni purani gali me
Aur rahon ke khushnuma chehre bhi num ho gaye hai
Akhirkar aaj bade hone ki race me
Him bachpan se kitne dur ho gaye hai....
Wo bachpan ke din hi alag the
Yahi soch soch aaj hum budhe ho chale hai
- Akhil Shahi

Comments
Post a Comment